Aaja Mere Pyaare Lyrics

"Aaja Mere Pyaare" lyrics from Yateem sung by rajkumari dubey and music directed by datta korgaonkar and composed by datta korgaonkar and lyrics written by zia sarhadi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaja Mere Pyaare Lyrics


Aaja mere pyaare
Aaja mere pyaare
Ummeed ki behti huyi
Nadi ke kinaare
Nadi ke kinaare
Ummeed ki behti huyi
Nadi ke kinaare
Nadi ke kinaare
Aaja mere pyaare

Ye baag ye khushboo
Ye jawaani ye adaaye
Jeeti hain har ik shai
Teri nazro ke sahaare
Nazro ke sahaare
Aaja mere pyaare
Aaja mere pyaare

O ishq ke mujrim
Mere darbaar mein aaja
Mere darbaar mein aaja
Darte huye is husn ki
Sarkaar mein aa jaa
Meri sarkaar mein aa jaa
Aaja ke wafa ka
Aaja ke wafa ka

Tujhe inaam dila doon
Tujhe inaam dila doon
Teer apni jafaaon ka
Sanam dil pe chala doon
Ho zara dil pe chala doon
Is husn ki sarkaar
Ka dastoor yahi hai
Dastoor yahi hai
Jo aaye yahaan ro ke
Jo aaye yahaan ro ke
Samay apna guzaare
Samay apna guzaare
Aaja mere pyaare

Dekho jo agar dil ki nazar se
Na dhhuaan hai dhhuaan hai
Bhatke huye sapnon ka
Jazeera ye jahaan hai
Dhokha hai har ek cheez
Wo bulbul ho ke gul ho
Taaro ka bichauna ho ke
Pariyon ke ishaare
Pariyon ke ishaare
Aaja mere pyaare
Aaja mere pyaare

More songs lyrics from Yateem.