Aaja Baharon Ki Mallika Lyrics

"Aaja Baharon Ki Mallika" lyrics from Dastoor sung by abhijeet bhattacharya and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):
Music Director(s):

Aaja Baharon Ki Mallika Lyrics


Dekhe tujhe jhoome bahar
Tere kadam choome bahar
Dekhe tujhe jhoome bahar
Tere kadam choome bahar
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Dekhe tujhe jhoome bahar
Tere kadam choome bahar
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka

Aa tujhse karni hain baate kai
Kaise gujari hain raate kai
Aa tujhse karni hain baate kai
Kaise gujari hain raate kai
Kuch tera khoya hain
Kuch mera khoya hain
Bolo kya armaan nikalta
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka

Angdayi leke zara mujhse mil
Banke bhanak meri baaho mein khil
Angdayi leke zara mujhse mil
Banke bhanak meri baaho mein khil
Aaja kareeb aaja dil pe mere chha ja
Banke nasha halka halka
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Dekhe tujhe jhoome bahar
Tere kadam choome bahar
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka.

More songs lyrics from Dastoor.