Aaja Aaja Ke Dil Ko Teri Yaad Aayi Lyrics

"Aaja Aaja Ke Dil Ko Teri Yaad Aayi" lyrics from O Tera Kya Kahna sung by lata mangeshkar and music directed by kalyanji virji shah and composed by kalyanji virji shah and lyrics written by farooq qaiser

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaja Aaja Ke Dil Ko Teri Yaad Aayi Lyrics


Aaja aaja aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Jiya lage na mora o harjayi
Jiya lage na mora o harjayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Jiya lage na mora o harjayi
Jiya lage na mora o harjayi

Sajna aao na ghunghat me akeli ghabrau
Chhedona dekho na
Mai dur khadi haye sharmau
Mujhe bar bar aaye angdayi
Jiya lage na mora o harjayi
Jiya lage na mora o harjayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Jiya lage na mora o harjayi
Jiya lage na mora o harjayi

Sajna bhulo na hum bhi to tumhare apne hai
Chhute na tute na ye pyar ke najuk sapne hai
Meri bar bar ho na rusvayi
Jiya lage na mora o harjayi
Jiya lage na mora o harjayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Aaja aaja
Ke dil ko teri yad aayi
Jiya lage na mora o harjayi
Jiya lage na mora o harjayi.

More songs lyrics from O Tera Kya Kahna.