Aaja Aa Bhi Ja Lyrics

"Aaja Aa Bhi Ja" lyrics from EMI: Liya Hai To Chukana Padega sung by shaan, suzanne d'mello and music directed by chirantan bhatt and composed by chirantan bhatt and lyrics written by hamza faruqui

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaja Aa Bhi Ja Lyrics


Aaja aa bhi ja…
Aaja aa bhi ja…

Le aayi raat apne saath aisi baat hai
Hogi ha hogi tujhase aaj mulakat hai
Le aayi raat apne saath aisi baat hai
Hogi ha hogi tujhase aaj mulakat hai

Leharake aanchal apna aayegi tu dur se
Hoga ujaala tere chehre ke hi noor se
Aaja (aaja aaja)
Meri jaan e jaan
Deewana tera hai yahaan
Toh aaja pyara hai sama
Deewana tera hai yahaan

Sharmana chhod bhi do
Aa jaao paas mein
Puri kar do abb mere
Dil ki saari khwaishein

Kya bheege hont tere
Honton se chum loon
Pyasa hai dil yeh mera
Tu bata main kya karu
Ya na karu main koshishe ye baar baar hai
Banda toh karta hai hujur se hi pyaar hai
Gar jo khata ho jaaye mera kya kasur hai
Dilkash adaaye teri karti majbur hai
Aaja meri jaan e jaan
Deewana tera hai yahaan
Toh aaja pyara hai sama
Deewana tera hai yahaan

Ho najarana pyaar ka yeh
Isako kubul kar
Baahon mein aaja saari
Duniya ko tu bhulkar

Yeh hona hai aur yeh hoga
Hoga jurur yeh
Tu bhi chahegi mujhako
Kyun itna gurur hai
Husn e saraafa hai
Tu maani maine baat yeh
Tujhasa hasi na koyi saari kaaynaat mein
Hum bhi kisi se kam nahi haan tu yeh jaan le
Toh aa jaana jaan e jaana main hoon tere saamne
Aaja meri jaan e jaan
Deewana tera hai yahaan
Toh aaja pyara hai sama
Deewana tera hai yahaan.

More songs lyrics from EMI: Liya Hai To Chukana Padega.