Aaj Ruthe Huye Sajan Ko Lyrics

"Aaj Ruthe Huye Sajan Ko" lyrics from Naghma-E-Dil sung by ustad ghulam ali and music directed by ustad ghulam ali and composed by ustad ghulam ali

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaj Ruthe Huye Sajan Ko Lyrics


Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Apne ujade huye gulshan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya

Jab kabhi gardishe takadir ne ghera hai hame
Jab kabhi gardishe takadir ne ghera hai hame
Gesue yaar ki ulajhan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya

Jiske mathe pe nayi subaho ka jhummar hoga
Jiske mathe pe nayi subaho ka jhummar hoga
Hamne us waqt ki dulhan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya

Aaj tute huye sapno ki bahut yaad aayi
Aaj tute huye sapno ki bahut yaad aayi
Aaj bite huye sawan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya

Ham sare tur bhi mayuse tajalli hi rahe
Ham sare tur bhi mayuse tajalli hi rahe
Us dare yaar ki chilaman ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Apne ujade huye gulshan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya.

More songs lyrics from Naghma-E-Dil.