Aaj Pukare Tujhko Sajna Lyrics

"Aaj Pukare Tujhko Sajna" lyrics from Phool sung by sadhana sargam and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Aaj Pukare Tujhko Sajna Lyrics


Sajna sajna sajna sajna
Aaja pukare tujhko sajna
Aaja pukare tujhko sajna
Meri chudiya mere kangana
Meri chudiya mere kangana
Aaja pukare tujhko sajna
Aaja pukare tujhko sajna
Meri chudiya mere kangana
Meri chudiya mere kangana

Kal tu gaya hai kal aayega
Aaj ka din kaise jayega
Kal tu gaya hai kal aayega
Aaj ka din kaise jayega
Kal tak mushkil hai mera bachna
Aaja pukare tujhko sajna
Meri chudiya mere kangana
Meri chudiya mere kangana

Aise agar teri yaad aayegi
Hotho pe ye fariyad aayegi
Aise agar teri yaad aayegi
Hotho pe ye fariyad aayegi
Jaldi se aa bas
Kar mujhe tang na
Ha ha tang na
Aaja pukare tujhko sajna
Meri chudiya mere kangana
Meri chudiya mere kangana

Khel chuke ham aankh micholi
Jaldi se aa le jaa meri doli
Khel chuke ham aankh micholi
Jaldi se aa le jaa meri doli
Jee na lage babul ke angana
Aaja pukare tujhko sajna
Meri chudiya mere kangana
Meri chudiya mere kangana
Aaja pukare tujhko sajna
Aaja pukare tujhko sajna
Meri chudiya mere kangana
Meri chudiya mere kangana.

More songs lyrics from Phool.