Aaj Naachte Huye Lyrics

"Aaj Naachte Huye" lyrics from Pathreela Raasta sung by alka yagnik and music directed by raamlaxman (vijay patil), raju naik and composed by raamlaxman (vijay patil), raju naik and lyrics written by maya govind

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Aaj Naachte Huye Lyrics


Aaj naachte huye mar jaana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
Aaj naachte huye mar jaana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
Dil jo diya hain pyaar jo kiya hain
Mujhe mera waada nibhana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
Aaj naachte huye mar jaana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain

Lachake kamar balkhaye jawaani
Bijali si leharaaye jawaani
Lachake kamar balkhaye jawaani
Bijali si leharaaye jawaani
Dekh nazara karne waale
Hum hain pyaar mein marne wale
Haske har sitam uthana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
Aaj naachte huye mar jaana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain

Paaon mein mere chhanke paayal
Aankhein nam hain dil hain ghayal
Paaon mein mere chhanke paayal
Aankhein nam hain dil hain ghayal
Phir bhi shikayat lab pe nahi hain
Apni waffa par mujhko yakeen hain
Duniya waalo ko dikhana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
Aaj naachte huye mar jaana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain

Dil jo diya hain pyaar jo kiya hain
Mujhe mera waada nibhana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain
Aaj naachte huye mar jaana hain
Mitt jaana hain pyaar ko bachana hain.

More songs lyrics from Pathreela Raasta.