Aaj Na Jaane Lyrics

"Aaj Na Jaane" lyrics from Tum Ho Mere Paas sung by sonali vajpayee

Singer(s):

Aaj Na Jaane Lyrics


Aaj na jaane aaj na jaane
Aaj na jaane kya kya baate
Khat mein tumne likh daali hai
Aaj na jaane kya kya baate
Khat mein tumne likh daali hai
Tum bin kaise beeti raatein
Khat mein humne likh daali hai
Aaj na jaane kya kya baate
Khat mein tumne likh daali hai
Tum bin kaise beeti raatein
Khat mein humne likh daali hai
Aaj na jaane aaj na jaane

Taj mahel par raat chaandani
Pyaar ke jab daane barsaati
Taj mahel par raat chaandani
Pyaar ke jab daane barsaati
Tab hum dono ki parchhai
Door rahi par ek ho jaati
Chaandani raato ki woh baate
Khat mein humne likh daali hai
Chaandani raato ki woh baate
Khat mein humne likh daali hai
Tum bin kaise beeti raatein
Khat mein humne likh daali hai
Aaj na jaane aaj na jaane

Jheel kinaare ped ki neeche
Hum dono baitha karte they
Jheel kinaare ped ki neeche
Hum dono baitha karte they
Main apne mann ki kehti thii
Tum apne mann ki kehte they
Ankahi baate woh mulakaate
Khat mein humne likh daali hai
Ankahi baate woh mulakaate
Khat mein humne likh daali hai
Tum bin kaise beeti raatein
Khat mein humne likh daali hai
Aaj na jaane aaj na jaane

Aaj na jaane kya kya baate
Khat mein tumne likh daali hai
Tum bin kaise beeti raatein
Khat mein humne likh daali hai
Aaj na jaane aaj na jaane.

More songs lyrics from Tum Ho Mere Paas.