Aaj Mausam Ki Masti Lyrics

"Aaj Mausam Ki Masti" lyrics from Banarasi Thug sung by lata mangeshkar, mohammed rafi and music directed by iqbal qureshi and composed by iqbal qureshi and lyrics written by hasrat romani

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaj Mausam Ki Masti Lyrics


Aaj mausam ki masti me gaye pawan
Aaj mausam ki masti me gaye pawan
San sana san sana san sanan
San sana san sana san sanan
Har taraf hai mahak har taraf hai chahak
Har taraf hai mahak har taraf hai chahak
Har baat pan
Aaj mausam ki masti me gaye pawan
Aaj mausam ki masti me gaye pawan
San sana san sana san sanan
San sana san sana san sanan

Tum bhi aawaj do meri aawaj par
Pyaar ke saaj par
Jindagi ek madur raag ki taan hai
Ched de taar dil ke ye armaan hai
Rash bari dhun bani to
Toofan hai toofan hai toofan hai
Aaj mausam ki masti me gaye pawan
Aaj mausam ki masti me gaye pawan
San sana san sana san sanan
San sana san sana san sanan

Aaj mausam bhi hai kuch naye rang me
Jaise har ang me
Aaj mausam bhi hai
Nachati hu baharo ki parchaiya
Aarzoo jaise leti ho angdaiya
Angdaiya angdaiya
Aaj mausam ki masti me gaye pawan
Aaj mausam ki masti me gaye pawan
San sana san sana san sanan
San sana san sana san sanan
San sana san sana san sanan.

More songs lyrics from Banarasi Thug.