Aaj Mane Na Mora Jiya Lyrics

"Aaj Mane Na Mora Jiya" lyrics from Badal sung by lata mangeshkar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by shailendra (shankardas kesarilal)

Singer(s):

Aaj Mane Na Mora Jiya Lyrics


Aaj maane
Aaj maane naa moraa jiyaa
Thumak thumak naache
Saawan ka mausam suhaana
Ho saawan ka mausam suhaana
Dekho aaye
Dekho aaye
Umang bhare rang bhare baadal
Laaye khushi ka khazaana
Ho saawan ka mausam suhaana

Unka aana hua
Gham ka jaana huaa
Unka aana hua
Gham ka jaana huaa
Kaise baandhe nazar
Dil nishaana hua
Dil nishaana hua
Aaj maane
Aaj maane na moraa jiya
Thumak thumak naache
Saawan ka mausam suhaana
Ho saawan ka mausam suhaana
Dekho aaye
Dekho aaye
Umang bhare rang bhare baadal
Laaye khushi ka khazaana
Ho saawan ka mausam suhaana

Main yahaan hoon magar
Dil tere paas hai
Ho dil tere paas hai
Ho dil tere paas hai
Main yahaan hoon magar
Dil tere paas hai
Tu ho chaahe jahaan
Tu mere paas hain
Tu ho chaahe jahaan
Tu mere paas hain
Aaj maane
Aaj maane na moraa jiya
Thumak thumak naache
Saawan ka mausam suhaana
Ho saawan ka mausam suhaana
Dekho aaye
Dekho aaye
Umang bhare rang bhare baadal
Laaye khushi ka khazaana
Ho saawan ka mausam suhaana

Mere armaan ye
Ab nahin maante
Mere armaan ye
Ab nahin maante
Main hoon unki magar
Wo nahin jaante
Wo nahin jaante
Aaj maane
Aaj maane na moraa jiya
Thumak thumak naache
Saawan ka mausam suhaana
Ho saawan ka mausam suhaana
Dekho aaye
Dekho aaye
Umang bhare rang bhare baadal
Laaye khushi ka khazaana
Ho saawan ka mausam suhaana.

More songs lyrics from Badal.