Aaj Kyon Lyrics

"Aaj Kyon" lyrics from Jannat sung by ankur tewari and music directed by call (band) and composed by call (band) and lyrics written by ankur tewari

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaj Kyon Lyrics


Mod laaye uss pehar pe kyun jo kal hi hai gujara
Hai jaagata sa koyi khwaab ya phir wahi kat gaya

Meri pyaas pyaas mein hai pyaar tera
Kho gaya tha saath kal jo tera
Tha chala gaya par mila hai aaj kyun
Jaise dariya dariya behakati hai leharein
Aur dilon ke saahilon pe thehare
Mann yeh gunguna diya hai mera aaj kyun

Socha na tha phir miloge yuun
Aise hi dobaara jaana na tha
Itefaaqan saamane tum aaoge
Teri aas hai

Teri pyaas hai yahaan
Meri pyaas pyaas mein hai pyaar tera
Kho gaya tha saath kal jo tera
Tha chala gaya par mila hai aaj kyun
Jaise dariya dariya behakati hai leharein
Aur dilon ke saahilon pe thehare
Mann yeh gunguna diya hai mera aaj kyun

Socha na tha phir miloge yuun
Aise hi dobaara jaana na tha
Itefaaqan yuun saamane tum aaoge
Meri pyaas pyaas mein hai pyaar tera
Kho gaya tha saath kal jo tera
Tha chala gaya par mila hai aaj kyun
Jaise dariya dariya behakati hai leharein
Aur dilon ke saahilon pe thehare
Mann yeh gunguna diya hai mera aaj kyun

Meri pyaas pyaas mein hai pyaar tera
Kho gaya tha saath kal jo tera
Tha chala gaya par mila hai aaj kyun
Jaise dariya dariya behakati hai leharein
Aur dilon ke saahilon pe thehare
Mann yeh gunguna diya hai mera aaj kyun.

More songs lyrics from Jannat.