Aaj Kal Parso Mein Lyrics

"Aaj Kal Parso Mein" lyrics from Sitaron Se Aage sung by asha bhosle and music directed by sachin dev burman and composed by sachin dev burman and lyrics written by majrooh sultanpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaj Kal Parso Mein Lyrics


Aaj kal parso
Aaj kal parso mein
Phoole jab sarso
Videsi piya aa
Jana bhul jana na
Bhul jana na
Videsi piya aa jana

Jeth mein jalan se
Jeth mein jalan se
Pasina bahe tan se
Ye lat bhikhra
Jana bhul jana na

Bhul jana na
Jeth mein jalan se
Pasina bahe tann se
Ye lat bhikhra
Jana bhul jana na

Bhul jana na
Videsi piya aa jana

Jhume kare badra
Jhume kare badra
Bahau jab kajra
Gale se lipta
Jana bhul jana na
Bhul jana na
Gale se lipta jana
Jhume kare badra
Bahau jab kajra
Gale se lipta
Jana bhul jana na
Bhul jana na
Videsi piya aa jana

Haryali chhaye
Haryali chhaye pawan lahraye
Kadam tale aa jana
Bhul jana na bhul jana na
Kadam tale aa jana
Haryali chhaye pawan lahraye
Kadam tale aa jana
Bhul jana na bhul jana na
Videsi piya aa jana
Aa ja aa ja aa ja aaja re aaja
Aa ja aa ja aa ja aaja re aaja

Aaj kal parso mein
Phoole jab sarso
Aaj kal parso mein
Phoole jab sarso
Videsi piya aa jana
Videsi piya aa jana
Bhul jana na
Videsi piya aa jana
Bhul jana na
Videsi piya aa jana
Bhul jana na
Videsi piya aa jana.

More songs lyrics from Sitaron Se Aage.