Aaj Iski Hai Lyrics

"Aaj Iski Hai" lyrics from Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere sung by shankar dasgupta and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by k. l. pardesi

Singer(s):
Lyricist(s):

Aaj Iski Hai Lyrics


Aaj iski hai to kal uski
Hua karti hai
Daulte aish bhala
Kisse wafa karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Daulte aish bhala
Kisse wafa karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Daulte aish bhala
Kisse wafa karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai

Halo baji ke khyalo
Me ulajh kar na raho
Bhuli bhatki hui
Yado me ulajh kar na raho
Halo baji ke khyalo
Me ulajh kar na raho
Bhuli bhatki hui
Yado me ulajh kar na raho
Jindagi waqt ke
Dharo par baha karti hai
Aaj iski kal uski
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Daulte aish bhala
Kisse wafa karti hai
Daulte aish bhala
Kisse wafa karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai

Chahe ruthi hui
Kismat ko manane ki koi
Lakh kosis kare
Bigdi ko banane ki koi
Chahe ruthi hui
Kismat ko manane ki koi
Lakh kosis kare
Bigdi ko banane ki koi
Bat honi hai jo
Wo hoke raha karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai
Aaj iski hai to
Kal uski hua karti hai.

More songs lyrics from Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere.