Aaj Hame Ban Behad Bhata Lyrics

"Aaj Hame Ban Behad Bhata" lyrics from Amar Jyoti sung by shanta apte and music directed by master krishnarao and composed by master krishnarao and lyrics written by narottam vyas

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaj Hame Ban Behad Bhata Lyrics


Aaj hame ban behad bhata
Aaj hame ban behad bhata
Dikhe sabhi vastu ati sundar
Dikhe sabhi vastu ati sundar
Kya vasant hai aata
Kya vasant hai aata
Kya vasant hai aata

Kal kal karti vyakul ho nadi
Kal kal karti vyakul ho nadi
Kidhar chali ithlaati
Kidhar chali haan haan
Kidhar chali ithlaati
Apne pyare mitra nir
Sagar se milne jaati
Apne pyare mitra nir
Sagar se milne jaati
Wahaan maalti bel ped se
Wahaan maalti bel ped se
Mil kar kya karti hain
Mil kar kya karti hain
Chaahti hain pritam sa usko
Chaahti hain pritam sa usko
Lipat aahe bharti hain
Lipat aahe bharti hain
Gun gun karta ye bhanwraa hai
Gun gun karta ye bhanwraa hai

Wo kiske gun hai gata
Wo kiske gun hai gata gaata
Gata hai gun gulaab kaa
Gata hai gun gulaab kaa
Jisase ras hai paata
Jisase ras hai paata
Kudrat mein ye khel mel kaa
Kudrat mein ye khel mel kaa
Kaho kis liye hotaa
Kaho kis liye hotaa
Anubhav karta hai dil mera
Anubhav karta hai dil mera

Par kyun nahin batlata
Par kyun nahin batlata lekin
Aaj hame ban behad bhata
Aaj hame ban behad bhata
Dikhe sabhi vastu ati sundar
Dikhe sabhi vastu ati sundar
Kya vasant hai aata
Kya vasant hai aata
Aaj hame ban behad bhata
Aaj hame ban behad bhata.

More songs lyrics from Amar Jyoti.