Aaj Hamaari Takkar Hai Lyrics

"Aaj Hamaari Takkar Hai" lyrics from Takkar sung by kishore kumar, mahendra kapoor and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaj Hamaari Takkar Hai Lyrics


Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Logo dekho dhyan se puchho is beiman se
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Logo dekho dhyan se puchho is beiman se
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai

Gali me shor hai sadhu nahi ye chor hai
Upar se kuch aur hai andar se kuch aur hai
Gali me shor hai sadhu nahi ye chor hai
Upar se kuch aur hai andar se kuch aur hai
Tum isko pahchan lo aur diwano jan lo
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Logo dekho dhyan se puchho is beiman se
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai

Lekar uska nam tu karta hai ye kam tu
Kahe ko bhagwan ko karta hai badnam tu
Lekar uska nam tu karta hai ye kam tu
Kahe ko bhagwan ko karta hai badnam tu

Kagal sa dhul jayega bhed tera khul jayega
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Logo dekho dhyan se puchho is beiman se
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai

Ye koi shaitan hai ye papi insan hai
Ye mera apaman nahi dharm ka ye apman hai
Ye koi shaitan hai ye papi insan hai
Ye mera apaman nahi dharm ka ye apman hai
Roke hai ye bhagwan ko roko is shaitan ko
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai.

More songs lyrics from Takkar.