Aaj Hai Holi Aaj Diwali Lyrics

"Aaj Hai Holi Aaj Diwali" lyrics from Sanskar sung by jyoti and music directed by anupam ghatak and composed by anupam ghatak and lyrics written by kanhaiyyalal chaturvedi

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaj Hai Holi Aaj Diwali Lyrics


Aaj hai holi aaj diwali
Aaj hai holi aaj diwali
Gaaye koyaliya kaali kaali
Gaaye koyaliya kaali kaali
Aaj hai holi aaj diwali
Aaj hai holi aaj diwali
Jhoom rahi itni kyun daali
Jhoom rahi itni kyun daali

Baag mein aaya baag ka maali
Baag mein aaya baag ka maali
Kaliyaan kyun khil khil karti hain
Kaliyaan kyun khil khil karti hain
Dekh bhramar ko ye hansti hain
Dekh bhramar ko ye hansti hain
Umad ghumad kyun baadal chhaaye
Umad ghumad kyun baadal chhaaye

Bahut dinon par preetam aaye
Bahut dinon par preetam aaye
Sudh budh tan man ki hai bhooli
Sudh budh tan man ki hai bhooli
Dekh dekh ankhiyaan matwaali
Dekh dekh ankhiyaan matwaali

Aaj hai holi aaj diwali
Aaj hai holi aaj diwali
Gaaye koyaliya kaali kaali
Gaaye koyaliya kaali kaali
Aaj hai holi aaj diwali
Aaj hai holi aaj diwali.

More songs lyrics from Sanskar.