Aaj Bhi Hain Mere Kadman Ke Lyrics

"Aaj Bhi Hain Mere Kadman Ke" lyrics from Dil Nasheen sung by hariharan and music directed by hariharan and composed by hariharan

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaj Bhi Hain Mere Kadman Ke Lyrics


Aaj bhi hain mere kadman ke nishan awaara
Aaj bhi hain mere kadman ke nishan awaara
Teri galiyon mein bhatakte the jahan awaara
Aaj bhi hain mere kadman ke nishan awaara
Teri galiyon mein bhatakte the jahan awaara
Aaj bhi hain mere kadman ke nishan awaara
Awaara awaara awaara awaara awaara

Tujhse kya bichhade to yeh ho gayi apni halat
Apni halat tujhse kya bichhade to
Yeh ho gayi apni halat
Jaise ho jaaye hawaaon mein dhuan awaara
Jaise ho jaaye hawaaon mein dhuan awaara
Teri galiyon teri galiyon mein
Bhatakte the jahan awaara
Aaj bhi hain mere kadman ke nishan awaara

Mere sheron ki thi pehchaan
Usi ke dam se usi ke dam se
Mere sheron ki thi pehchaan usi ke dam se
Usko kho kar hue benaamo nishan awaara
Usko kho kar hue benaamo nishan awaara
Teri galiyon mein bhatakte the jahan awaara
Aaj bhi hain mere kadman ke nishan awaara

Jisko bhi chaha use toot ke chaha rashid
Chaha rashid jisko bhi chaha
Use toot ke chaha rashid
Kam milenge tumhe
Ham jaise yahan awaara
Kam milenge tumhe
Ham jaise yahan awaara
Teri galiyon mein bhatakte
The jahan awaara
Aaj bhi hain mere kadman
Ke nishan awaara
Aaj bhi hain mere kadman
Ke nishan awaara
Awaara awaara awaara
Awaara awaara.

More songs lyrics from Dil Nasheen.