Aaj Bhawar Mein Naiya Lyrics

"Aaj Bhawar Mein Naiya" lyrics from Veer Bhimsen sung by geeta ghosh roy chowdhuri (geeta dutt) and music directed by avinash vyas and composed by avinash vyas and lyrics written by saraswati kumar deepak

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aaj Bhawar Mein Naiya Lyrics


Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Tum bin kaun khivaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Tum bin kaun khivaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha

Tum bin vipda kaun harega
Kaun beda par karega
Tum bin vipda kaun harega
Kaun beda par karega
Chali pawan purvaiya
Kanhaiya tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha

Aaj laaj sankat mein meri
Aaj laaj sankat mein meri
Aao mohan karo na deri
Aao mohan karo na deri
Tum bin kaun basaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha

Aashiq dori tod na dena
Naav bhawar mein chhod na dena
Aashiq dori tod na dena
Naav bhawar mein chhod na dena.

More songs lyrics from Veer Bhimsen.