Aahat Suni Maine - Sad Lyrics

"Aahat Suni Maine - Sad" lyrics from Bullet: Ek Dhamaka sung by somesh mathur and music directed by somesh mathur and composed by somesh mathur and lyrics written by anand raj anand

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aahat Suni Maine - Sad Lyrics


Aahat suni maine
Par aaya na koyi
Aahat suni maine
Par aaya na koyi
Mere sine dil ko
Behlaaye na koyi
Aahat suni maine
Par aaya na koyi

Teri hansi mein thi khushi
Baaton mein thi narmi
Dard bhari abb hai
Zindagi tu jo yaha hai nahi
Aawaaz di maine
Par aaye na koyi
Mere sine dil ko
Behlaaye na koyi
Aahat suni maine
Par aaya na koyi

Sapane saare tut gaye
Bas hai tamanna ek
Ujade na abb kisika
Ghar insaani phitrat mein
Aag lagi mujh mein
Bujhaaye na koyi
Mere sine dil ko
Behlaaye na koyi
Aahat suni maine
Par aaya na koyi
Par aaya na koyi
Par aaya na koyi.

More songs lyrics from Bullet: Ek Dhamaka.