Aah Ko Chahiye Ek Umar Lyrics

"Aah Ko Chahiye Ek Umar" lyrics from Mirza Ghalib sung by suraiya jamaal sheikh (suraiya) and music directed by ghulam mohammad and composed by ghulam mohammad and lyrics written by mirza ghalib

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aah Ko Chahiye Ek Umar Lyrics


Aah ko chahiye ek
Umar asar hone tak
Aah ko chahiye ek
Umar asar hone tak
Kaun jita hai tere
Zulf ke sar hone tak

Aashiqi sabr talab
Aur tamana betaab
Aashiqi sabr talab
Aur tamana betaab
Dil kaa kya rang karun
Khun e jigar hone tak

Ham ne mana ke
Tagakul na karoge lekin
Ham ne mana ke
Tagakul na karoge lekin
Khaak ho jaayege ham
Tum ko khabar hone tak
Khaak ho jaayege ham
Tum ko khabar hone tak
Tum ko khabar hone tak
Tum ko khabar hone tak

Gam e hasti ka asad
Kisase ho kuz marg e ilaaj
Gam e hasti ka asad
Kisase ho kuz marg e ilaaj
Shamaa har rang me
jalati hai sahar hone tak
Shamaa har rang me
Jalati hai sahar hone tak

Aah ko chahiye ek
Umar asar hone tak
Umar asar hone tak
Umar asar hone tak.

More songs lyrics from Mirza Ghalib.