Aage Chalon Lyrics

"Aage Chalon" lyrics from Qarar sung by ali haider

Singer(s):

Aage Chalon Lyrics


Aage chalon taaki
Main chalun peeche
Aage chalon waise
Chaho jaise tum
Aage chalon taaki
Main chalun peeche
Aage chalon waise
Chaho jaise tum
Duniya deewani
Saath chale na chale
Main to chalun
Waise chalo jaise tum
Haan haan sankoshiyan
Koi kare to kare
Main to rahun
Teri yaadon mein gum
Duniya deewani saath
Chaley na chale
Main to chalun waise
Chalo jaise tum
Chalon chalein chalon
Aage chalo aage chalon
Chalein chalon

Gaata rahun yuhn
Pyaar ka tarana
Masti mein dolun
Waise dolo jaise tum
Jhoome humare
Sung sara zamana
Sune sunane wali
Gaaun waisi dhun
Haan haan shamma
Jaley ya jale parwana
Main raat din gaata
Rahun yehi dhun
Na jaane pyaar mein hua
Main kyun deewana
Sunta wahi hoon
Main to suno jise tum
Chalon chalein chalon
Aage chalon aage chalon
Chalein chalon…

Aage chalo taaki
Main chalun peeche
Aage chalo waise
Chaho jaise tum
Duniya deewani
Saath chale na chale
Main to chalun waise
Chalo jaise tum
Aage chalon taaki
Main chalun peeche
Aage chalon waise
Chaho jaise tum
Duniya deewani saath
Chale na chale
Main to chalun waise
Chalo jaise tum
Haan haan sankoshiyan
Koi kare to kare
Main to rahun teri
Yaadon mein gumm
Duniya deewani saath
Chale na chale
Main to chalun waise
Chalo jaise tum
Chalon chalein chalon
Aage chalo aage chalon
Chalein chalon
Chalon chalein chalon
Aage chalo aage chalon
Chalein chalon.

More songs lyrics from Qarar.