Aag Jaisi Yeh Jawani Lyrics

"Aag Jaisi Yeh Jawani" lyrics from Masty sung by ali zafar and music directed by ali zafar and composed by ali zafar and lyrics written by ali zafar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aag Jaisi Yeh Jawani Lyrics


Aag jaisi yeh jawani
Aag jaisi yeh jawani
Aag jaisi yeh jawani
Isame kyun na jale
Yeh toh pani hai zindgani hai
Isame kyun naa bahe
Aag jaisi yeh jawani
Isame kyun na jale
Yeh toh pani hai zindgani hai
Isame kyun naa bahe

Rato ko jage ham toh kya,
Din mein soye toh kya
Bato se bhage ham toh kya,
Kuch kahe naa toh kya
Dil kahe jo ham kare woh,
Kisi kaa naa mane kehna
Aag jaisi yeh jawani,
Isame kyun naa jale
Yeh toh pani hai, zindgani hai
Isame kyun naa bahe

Dooniya hamko bura janey,
Par woh jane hi kya
Lenge ham jaise deewane,
Zindagi kaa nasha
Ho kushi ya gum bhi aaye,
Hamne haste hee rehna
Aag jaisi yeh jawani,
Isme kyun naa jale
Yeh toh pani hai, zindgani hai
Isme kyun naa bahe

Aag jaisi yeh jawani,
Isme kyun naa jale
Yeh toh pani hai, zindgani hai
Isme kyun naa bahe.

More songs lyrics from Masty.