Aafat Mein Phasa Hoon Lyrics

"Aafat Mein Phasa Hoon" lyrics from Shah Behram sung by talat mahmood and music directed by hansraj behl and composed by hansraj behl and lyrics written by bedam warsi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aafat Mein Phasa Hoon Lyrics


Sah shai kar gaye
Bedar gadai kar gaye
Ishq ka kucha hai
Naam kya badnam pyare

Aafat mein phasa hoon
Dil us bhut se lagakar
Iman ganva kar
Dushaman se bhi
Kehta hu mere
Ab mere dua kar
Jab yaade khuda kar
Jab yaade khuda kar

Tune to mujhe funk diya
Suje mohabbat ae
Aatishe ulfat
Ae aatishe ulfat
Badti hi gayi
Jitna rakha tujhko dabakar
Sine mein chupakar
Sine mein chupakar
Aafat mein phasa hoon
Dil us bhut se lagakar
Iman ganva kar

Taqdeer to dekho
Jinhe mehbub banaya
Dil jinse lagaya
Dil jinse lagaya
Wo chalte huye
Jaan ko ek rog lagakar
Deewana banakar
Deewana banakar
Aafat mein phasa hoon
Dil us bhut se lagakar
Iman ganva kar

Behasar kadam bhi hai
Kayamat bhi wafa hai
Ab dekhta kya hai
Chilaman ko hata vadeye
Didar dikha kar
Didar dikha kar
Didar dikha kar.

More songs lyrics from Shah Behram.