Aadmi Deewana Hai Lyrics

"Aadmi Deewana Hai" lyrics from Prem Tapasya sung by shabbir kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Aadmi Deewana Hai Lyrics


Aadmi deewana hai atbar karta hai
Aadmi deewana hai atbar karta hai
Waqt bhi kabhi kisi ka intzar karta hai
Aadmi deewana hai atbar karta hai

Thodi si haqikat hai thoda sa fasana hai
Or kya hai jindagi or kya jamana hai
Aadmi deewana hai deewana hai
Aadmi deewana hai atbar karta hai

Aankh kholi ji uthe band ki to mar gaye
Aankh kholi ji uthe band ki to mar gaye
Achhe bure sare din ek din gujar gaye
Ek sawari aayi thi ek sawari aayegi
Jindagi jo layi thi maut leke jayegi
Jindagi jo layi thi maut leke jayegi
Aadmi deewana hai deewana hai

Jine ke liye khushi to bahut jaruri hai
Jine ke liye khushi to bahut jaruri hai
Thoda sa jo gum nahi to har khushi adhuri hai
Ek din marize gum khud masiha ban gaya
Dard itna badha gaya ke dard dawa ban gaya
Dard itna badha gaya ke dard dawa ban gaya
Aadmi deewana hai deewana hai

Kya janaja hota hai kya barat hoti hai
Kya janaja hota hai kya barat hoti hai
Log jama hote hai ek hi bat hoti hai
Panghat se marghat tak sath mela jayega
Jo akela aaya hai aaya hai
Jo akela aaya hai wo akela jayega
Jo akela aaya hai wo akela jayega
Jo akela aaya hai wo akela jayega.

More songs lyrics from Prem Tapasya.