Aadha Chand Aadhi Raat Lyrics

"Aadha Chand Aadhi Raat" lyrics from Kaun Sachcha Kaun Jhootha sung by jyoti and music directed by rajesh roshan and composed by rajesh roshan and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aadha Chand Aadhi Raat Lyrics


Aadha chand aadhi raat hain
Chahat ki adhoori baat hain
Tune is tarha mujhko di sadaa
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya

Aadha chand aadhi raat hain
Chahat ki adhoori baat hain
Tune is tarha mujhko di sadaa
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya

Jo aaj hain toh kal nahin lamha ye pyaar ka
Kis ko pataa ke kab kahaan hona pada judaah
Jo aaj hain toh kal nahin lamha ye pyaar ka
Kis ko pataa ke kab kahaan hona pada judaah
Lag jaaye yun gale yeh pal na dhale
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya

Kaise dilaun main yakeen mujhko zara bataa
Teri main sirf teri tujhko nahin pataa
Kaise dilaun main yakeen mujhko zara bataa
Teri main sirf teri tujhko nahin pataa
Duniya chhod ke rashmein tod ke
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya
Aadha chand aadhi raat hain
Chahat ki adhoori baat hain
Tune is tarha mujhko di sadaa
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya.

More songs lyrics from Kaun Sachcha Kaun Jhootha.