Aa Teri Tasveer Lyrics
"Aa Teri Tasveer" lyrics from Nadaan sung by talat mahmood and music directed by chic chocolate and composed by chic chocolate and lyrics written by pyarelal santoshi
Aa Teri Tasveer Lyrics
Aa teri tasveer bana lu
Main apani taqdeer bana lu
Dil ke kore kagaz par
Ulfat ki lakir bana lu
Aa teri tasveer bana lu
Rang hamare teri javani
Ban jaaye ek prem kahani
Rang hamare teri javani
Ban jaaye ek prem kahani
Dur kisi ko lene jake
Sun lu aur suna lu
Aa teri tasveer bana lu
Main apani taqdeer bana lu
Bal hai badal jaise kale
Sagar se naina matwale
Bal hai badal jaise kale
Sagar se naina matwale
Tere gulabi gaalon se
Ji karta hai rang chura lu
Aa teri tasveer bana lu
Main apani taqdeer bana lu
Dil ke kore kagaz par
Ulfat ki lakir bana lu
Aa teri tasveer bana lu
Main apani taqdeer bana lu.
More songs lyrics from Nadaan.