Aa Rab Se Dua Lyrics

"Aa Rab Se Dua" lyrics from Do Qaidi sung by alka yagnik, kavita krishnamurthy, mohammed aziz, suresh wadkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by kulwant jani

Lyricist(s):

Aa Rab Se Dua Lyrics


Chik channa we channa chik channa we
Chik channa we channa chik channa we
Aa rab se dua mange
Aa rab se dua mange
Hai pyar khuda apna
Hum apna khuda mange
Hum apna khuda mange
Hum apna khuda mange
Kya iske siwa mange
Kya iske siwa mange
Pyar me kat jaye ye umar dua mange
Umar dua mange
Hum apna khuda mange
Chik channa we channa chik channa we
Chik channa we channa chik channa we

Tujhsa mile dildar to sadke jawa main
Tujhsa mile dildar to sadke jawa main
Rom si ye deewar to sadke jawa main
Ye ishq ka mara hai
Ye ishq ka mara hai
Jo pyar ki chahat mein
Janmo se kuwara hai
Janmo se kuwara hai
Ye janmo se kuwara hai
Ye rup ki mallika hai
Ye rup ki mallika hai
Seep ke sine se jaise moti dhalka hai
Jaise moti dhalka hai
Jaise moti dhalka hai
Chik channa we channa chik channa we
Chik channa we channa chik channa we

Dilwala tab doli lekar aayega
Dilwala tab doli lekar aayega
Rup ka moti apne ghar le jayegfa
Ye meri saheli hai
Ye meri saheli hai
Jo pyar ke raste par
Ye bachpan se akeli hai
Ye bachpan se akeli hai
Mera yar purana hai
Mera yar purana hai
Jo teri saheli par bachpan se deewana hai
Bachpan se deewana hai
Ye bachpan se deewana hai
Chik channa we channa chik channa we
Chik channa we channa chik channa we

Deewalo ko deewalo ki deed huyi
Deewalo ko deewalo ki deed huyi
Ied nahi hai phir bhi inki eid huyi
Din aaye baharo ke
Din aaye baharo ke
Mil gaye rab sadke dil bichde yaro ke
Din aaye baharo ke
Din aaye baharo ke.

More songs lyrics from Do Qaidi.