Aa Man Se Man Ki Dor Lyrics

"Aa Man Se Man Ki Dor" lyrics from Maalik sung by lata mangeshkar, mahendra kapoor and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by rajendra krishan

Lyricist(s):

Aa Man Se Man Ki Dor Lyrics


Oo oo oo
Mann se mann ki
Dor bandhi jab
Dor bandhi to amar
Prem muskaya
Amar prem muskaya
Mann me pritam
Aan base jab
Aan base to mann
Manndir kah laya
Mann manndir kah laya

Mann se mann ki
Dor bandhi jab
Dor bandhi to amar
Prem muskaya
Amar prem muskaya

Mann se mann ki
Dor bandhi jab
Dor bandhi to amar
Prem muskaya
Amar prem muskaya
Mann me pritam aan base jab
Aan base to mann
Manndir kah laya
Mann manndir kah laya

Phul ne ek bulbul se
Pucha pyar kaha rahta hai
Bolo pyar kaha rahta hai
Bulbul sina chir ke boli
Pyar yaha rahta hai
Pyar yaha rahta hai

Sager hai sager hai
Nadiya ki mannzil
Prem ki mannzil
Premi se prem ki
Dor bandhi jab
Dor bandhi to amar
Prem muskaya
Amar prem muskaya

Nil gagan me udta panchhi
Pyar ki boli bole
Pyar ki boli bole

Ya tu kisi ko karle apna
Ya tu kisi ka hole
Ya tu kisi ka hole
Us din ye, us din
Ye sansar na hoga
Jab dunia me pyar na hoga

Mann se mann ki
Dor bandhi jab
Dor bandhi to
Amar prem muskaya
Amar prem muskaya
Mann me pritam a
An base jab
Aan base to mann
Manndir kah laya
Amar prem muskaya
Amar prem muskaya
Amar prem muskaya.

More songs lyrics from Maalik.