Aa Jao Aa Bhi Jao Lyrics

"Aa Jao Aa Bhi Jao" lyrics from Bandhan sung by mahendra kapoor and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):

Aa Jao Aa Bhi Jao Lyrics


Aa jao aa bhi jao
Aa jao aa bhi jao
Hamko na yu satao
Aa jao aa bhi jao
Hamko na yu satao
Tum bhi na ji sakoge
Tum bhi na ji sakoge
Hum bhi na ki sakenge
Aa jao aa bhi jao

Ye pyar ka hai bandhan
Jisme bandhe hai hum tum
Kismat se zindagi me
Kismat se zindagi me
Aise mile hai hum tum
Hum tum bichhad gaye to
Do dil ujad gaye to
Tum bhi na ji sakoge
Tum bhi na ji sakoge
Hum bhi na ki sakenge
Aa jao aa bhi jao

Itna hame bata do
Tum bin jiya to kaise
Ghabrake mar na jaye
Ghabrake mar na jaye
Rutho na hamse aise
Aise hame jalake
Kahi hamse dur jake
Tum bhi na ji sakoge
Tum bhi na ji sakoge
Hum bhi na ji sakenge
Aa jao aa bhi jao aa jao.

More songs lyrics from Bandhan.