Aa Ja Pyare Aa Jao Lyrics

"Aa Ja Pyare Aa Jao" lyrics from Umang sung by kishore kumar, mahendra kapoor and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by shamsul huda bihari (s. h. bihari)


Aa Ja Pyare Aa Jao Lyrics


Aa ja pyare aa jao
Nache hum jhoom ke yaha, aa ja pyare
Aankho mein chhaya hai pyar ka shama
Aankho mein chhaya hai pyar ka shama

Humse tumse chup ke chup ke
Humse tumse chup ke chup ke
Kahati hai ye dil ki dhadkan
Kahati hai ye dil ki dhadkan
Aa aa ja pyare aa jao
Nache hum jhoom ke yaha, aa ja pyare
Aankho mein chhaya hai pyar ka shama
Aankho mein chhaya hai pyar ka shama

Pyar mein chehra aisa nikhre
Phool ki khushbu gaal bikhare
Aa ja pyare aa jao
Nache hum jhoom ke yaha, aa ja pyare
Aankho mein chhaya hai pyar ka shama
Aankho mein chhaya hai pyar ka shama

Aankh se pyar ka badal barse
Aankh se pyar ka badal barse
Duniya, bolo, tumko, ha ha ,
Dekhe, kya , tarse, ja ja
Duniya tumko dekhe tarse, ha aa ha

Aa ja pyare aa jao
Nache hum jhoom ke yaha, aa ja pyare
Aankho mein chhaya hai pyar ka shama
Aankho mein chhaya hai pyar ka shama.

More songs lyrics from Umang.