Aa Husne Beqarar Lyrics

"Aa Husne Beqarar" lyrics from Husn -E- Ghazal sung by avtar singh and music directed by avtar singh and composed by avtar singh and lyrics written by avtar singh

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aa Husne Beqarar Lyrics


Aa husne beqarar tujhe
Main qaraar doon
Aa husne beqarar tujhe
Main qaraar doon
Aankhon mein kul jahaan
Ki masti utaar doon
Aankhon mein kul jahaan
Ki masti utaar doon
Aa husne beqarar tujhe
Main qaraar doon
Tujhe main qaraar doon

Main woh hoon jis ki aankh
Mein duniya ka noor hai
Main woh hoon jis ki aankh
Mein duniya ka noor hai
Main woh hoon jis ki aankh
Mein duniya ka noor hai
Gar tu kahein to aaj
Sab ko nikhaar doon
Gar tu kahein to aaj
Sab ko nikhaar doon
Aankhon mein kul jahaan
Ki masti utaar doon
Aankhon mein kul jahaan
Ki masti utaar doon
Aa husne beqarar tujhe
Main qaraar doon
Tujhe main qaraar doon

Laakhon bahare raks
Hain nazron ke darmiyan
Laakhon bahare raks
Hain nazron ke darmiyan
Laakhon bahare raks
Hain nazron ke darmiyan
Main sochta hoon yaar
Ko kaisi bahar doon
Main sochta hoon yaar
Ko kaisi bahar doon
Aankhon mein kul jahaan
Ki masti utaar doon
Aankhon mein kul jahaan
Ki masti utaar doon
Aa husne beqarar tujhe
Main qaraar doon
Tujhe main qaraar doon

Tujhko guroore husn to
Mujhko guroore ishq
Tujhko guroore husn to
Mujhko guroore ishq
Tujhko guroore husn to
Mujhko guroore ishq
Jaane hayat aaj teri
Zulfein sanwaar doon
Jaane hayat aaj teri
Zulfein sanwaar doon
Aankhon mein kul jahaan
Ki masti utaar doon
Aankhon mein kul jahaan
Ki masti utaar doon
Aa husne beqarar
Tujhe main qaraar doon
Tujhe main qaraar doon
Tujhe main qaraar doon.

More songs lyrics from Husn -E- Ghazal.