Aa Haseen Raat Lyrics

"Aa Haseen Raat" lyrics from Atishbaz sung by kavita krishnamurthy and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by sameer

Lyricist(s):

Aa Haseen Raat Lyrics


Aa aa aa aa
Aa haseen raat hain
Labo pe dil ki baat hain
To aa aa aa aa
Aaja ke nach gaye
Mauj manaye
Zindagi ke char din
Pyar se bitaye
To aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Aa haseen raat hain
Labo pe dil ki baat hain
To aa aa aa aa

Sabki nigaho se
Chhalke saran
Dhire dhire aata hain
Sabe sabab
Machal rahi jawaniya
Suna rahi kahaniya
To aa aa aa aa
Aa haseen raat hain
Labo pe dil ki baat hain

Kaise koi jiye dildar ke bina
Kaise koi jiye dildar ke bina
Ye jeena bhi kya jeena hain
Pyar ke bina
Kisi ka intzar kar
Hasi shama hain pyar kar
To aa aa aa aa
Aa haseen raat hain
Labo pe dil ki baat hain

Jeena hain to kisi ki baho mein jio
Peena hain to kisi ki nigaho se peeo
Jeena hain to kisi ki baho mein jio
Woh sabse khush-naseeb
Jo yar ke karib hain
To aa aa aa aa
Aa haseen raat hain
Labo pe dil ki baat hain
Aaja ke nach gaye mauj manaye
Zindagi ke char din pyar se bitaye
To aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Aa haseen raat hain
Labo pe dil ki baat hain
To aa aa aa aa.

More songs lyrics from Atishbaz.