Aa Bhi Jao Lyrics

"Aa Bhi Jao" lyrics from Aag Ka Gola sung by asha bhosle, mohammed aziz and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aa Bhi Jao Lyrics


Aa aa aa bhi jao na
Na na yun satao na
Are ha tarsao na dil na todo
Aa aa aa bhi jao na
Na na yun satao na
Are ha tarsao na dil na todo

Chhodo chhodo mujhe chhodo na
Todo na ye dil mera todo na
Chhodo chhodo mujhe chhodo na
Todo na ye dil mera todo na
Aa aa aa bhi jao na
Na na yun satao na

Ab humko dar kiska
Are pas aane bhi do
Thar thar thar kape badan
Aise na mujhko chuo
Ab humko dar kiska
Are pas aane bhi do
Thar thar thar kape badan
Aise na mujhko chuo
Aise sharmake muh fero na
Jane do baho mein
Mujhe ghero na
Aa aa aa bhi jao na
Na na yun satao na
Are ha tarsao na dil na todo
Na na na na

Shor na karo ghar mein
Naya mehman hai so raha
Usko abhi pata hai kaha
Ghar mein hai kya ho raha
Shor na karo ghar mein
Naya mehman hain so raha
Usko abhi pata hain kaha
Ghar mein hai kya ho raha
Soyi soyi pyas jagaye kyu
Samne sawar ke tu aaye kyu
Aa aa aa bhi jao na
Na na yun satao na
Are ha tarsao na dil na todo
Ja ja

Ab to mujhe lagti hain
Tu pahle se jyada hasi
Ghadi ghadi yun
Chede mujhe kyu
Aadat ye achi nahin
Ab to mujhe lagti hain
Tu pahle se jyada hasi
Ghadi ghadi yun
Chede mujhe kyun
Aadat ye achi nahin
Rute hain ye dil mil jane ki
Bato nahin main tere aane ki
Aa aa aa bhi jao
Na na na yun satao na
Are ha tarsao na dil na todo
Chhodo chhodo mujhe chhodo na
Todo na ye dil mera todo na
Chhodo chhodo mujhe chhodo na
Todo na ye dil mera todo na
Aa aa aa bhi jao na na na yun satao na
Are aa tarsao na dil na todo na na.

More songs lyrics from Aag Ka Gola.