Aa Aaja Abhi Nahin Kabhi Nahin Lyrics

"Aa Aaja Abhi Nahin Kabhi Nahin" lyrics from Man Mandir sung by asha bhosle, kishore kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):

Aa Aaja Abhi Nahin Kabhi Nahin Lyrics


Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi

O jalim tarsati ja tadpenge tadpati ja
Nadi kinara kab tak pyasa
Khada rahu samjhati ja
O jalim tarsati ja tadpenge tadpati ja
Nadi kinara kab tak pyasa
Khada rahu samjhati ja
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi

Anhkyo ko takrane
Do dil aaye to aane do
Sabar ka daman chhute
Na pyar jawan ho jane do
Ankhiyo ko takrane
Do dil aaye to aane do
Sabar ka daman chhute
Na pyar jawan ho jane do
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi

Soch samajh kar pyar kare
Kyun jhutha ikrar kare
Dil se ho dil ka yaarana
Hothon se inkar kare
Soch samajh kar pyar kare
Kyun jhutha ikrar kare
Dil se ho dil ka yaarana
Hothon se inkar kare

Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja abhi nahi abhi nahi
Teri na na me haan ka maja hai
Umar padi hai jaldi kya hai
Abhi nahi kabhi sahi
Aa aaja aaja nahin
Aa aaja aaja nahin.

More songs lyrics from Man Mandir.