Yun Hua Lyrics

"Yun Hua" lyrics from Haseena Maan Jaayegi sung by alka yagnik, sonu nigam and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yun Hua Lyrics


Kya hua kuch pata na chala
Kahi pyar to nahi ho gaya
Yun hua ke hame tum mile
Yun hua ke hame kuch hua
Kya hua kuch pata na chala
Kahi pyar to nahi ho gaya

Yun hua ke hame tum dikhe
Yun hua ke hame kuch hua
Kya hua kuch pata na chala
Kahi pyar to nahi ho gaya
Yun hua ke hame tum mile

Yun hua ek din rah me
Yun hua yunhi takra gaye
Yun hua hamko aayi hasi
Yun hua tum bhi sharma gaye
Yun hua ke nigahe mili
Yun hua dil dhadkane laga
Kya hua kuch pata na chala
Kahi pyar to nahi ho gaya
Yun hua ke hame tum mile

Yun hua tum chale to gaye
Yun hua ham wahi rah gaye
Yun hua tumne kuch na kaha
Yun hua fir bhi sab kah gaye
Yun hua yad aane lage
Yun hua nind udne lagi
Kya hua kuch pata na chala
Kahi pyar to nahi ho gaya
Yun hua ke hame tum dikhe

Yun hua bekarari badhi
Yun hua ham dobara mile
Yun hua hum karib aa gaye
Yun hua chal pade silsile
Yun hua ke shama ab naya
Yun hua ke najar jhuk gayi
Kya hua kuch pata na chala
Kahi pyar to nahi ho gaya.

More songs lyrics from Haseena Maan Jaayegi.