Yeh Shahar Yeh Shahar Lyrics

"Yeh Shahar Yeh Shahar" lyrics from Saazish sung by asha bhosle, kishore kumar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Yeh Shahar Yeh Shahar Lyrics


Yeh shahar
Yeh shahar bada mashur hain
Yeh shahar bada mashur hain
Ji haa ye singapur hain
Ji haa ye singapur hain
Sara din bhagta hain
Sari rat jagta hain
Bhagta hain jagta hain
Aantho paher hain yeh shahar
Yeh shahar bada mashur hain
Ji haa ye singapur hain
Ji haa ye singapur hain

Yaha jo aaya yahi ka hoke rah gaya
Yaha jo aaya yahi ka hoke rah gaya
Kisi hasi ki gali khoke rah gaya
Yaha jo aaya yahi ka hoke rah gaya
Kisi hasi ki gali khoke rah gaya
Kis pe nazar na jane jaye thahar
Yeh shahar bada mashur hain
Ji haa ye singapur hain
Ji haa ye singapur hain

Tu hai to main hoon main tere bin kya hoon
Ye kya kaha kya main tujhse juda hoon
Ye kya kaha kya main tujhse juda hoon
Tu hai to main hoon main tere bin kya hoon
Ye kya kaha kya main tujhse juda hoon
Tu hai mera sahil main hoon lahar yeh shahar
Yeh shahar bada mashur hain
Ji haa ye singapur hain
Ji haa ye singapur hain

Mujhko deewana bana diya tune
Haye mujhko deewana bana diya tune
Sara jamana bhula diya tune
Mujhko deewana bana diya tune
Sara jamana bhula diya tune
Yad teri aati hain shamo sahar yeh shahar
Yeh shahar bada mashur hain
Ji haa ye singapur hain
Ji haa ye singapur hain

Sara din bhagta hain sari rat jagta hain
Bhagta hain jagta hain
Aantho paher hain yeh shahar
Yeh shahar bada mashur hain
Ji haa ye singapur hain
Ji haa ye singapur hain.

More songs lyrics from Saazish.