Yeh Karen Aur Wo Karen Lyrics

"Yeh Karen Aur Wo Karen" lyrics from Beyond Time sung by chitra singh (chitra dutta), jagjit singh and music directed by jagjit singh and composed by jagjit singh

Music Director(s):
Composer(s):

Yeh Karen Aur Wo Karen Lyrics


Ye karen aur wo karen
Aisa karen waisa karen
Ye karen aur wo karen
Aisa karen waisa karen
Zindagi do din ki hain
Zindagi do din ki hain do
Din mein hum kya kya karen

Ye karen aur wo karen
Aisa karen waisa karen
Zindagi do din ki hain do
Din mein hum kya kya karen
Ye karen aur wo karen

Jee mein aata hain ki de
Parde se parde ka jawaab
Jee mein aata hain ki de
Parde se parde ka jawaab
Hum se wo parda karen
Hum se wo parda karen
Duniya se hum parda karen
Ye karen aur wo karen
Aisa karen waisa karen
Zindagi do din ki hain do
Din mein hum kya kya karen
Ye karen aur wo karen

Sun raha hoon kuch lutere
Aa gaye hain shehar mein
Sun raha hoon kuch lutere
Aa gaye hain shehar mein
Aap jaldi bandh apne
Aap jaldi bandh apne
Ghar ka darwazaa karen
Ye karen aur wo karen
Aisa karen waisa karen
Zindagi do din ki hain do
Din mein hum kya kya karen
Ye karen aur wo karen

Is puraani bewafa duniya
Ka rona kab talak
Is puraani bewafa duniya
Ka rona kab talak
Aaiyey miljul ke ik
Aaiyey miljul ke ik
Duniya nayee paida karen
Ye karen aur wo karen
Aisa karen waisa karen
Zindagi do din ki hain do
Din mein hum kya kya karen
Ye karen aur wo karen.

More songs lyrics from Beyond Time.