Ye Chehra Ye Zulfe Lyrics

"Ye Chehra Ye Zulfe" lyrics from Duniya Ka Mela sung by lata mangeshkar, mohammed rafi and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Ye Chehra Ye Zulfe Lyrics


Ye chehra ye zulfe
Jadu sa kar rahe hai
Tauba tauba aa tauba
Tauba tauba tauba
Tauba tauba
Kandho me resham
Si kulfo ke ye saye
Haye haye haye
Re jan chli jaye
Tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba

Aise na dekho kasam se
Sharam se aankh jhuk jaye
Haye re sans ruk jaye
Tauba tauba tauba tauba

Ye chehra ye palke ye abru
Jadu sa kar rahe hai
Jadu sa kar rahe hai
Arhne do chodo bhi jane do
Hum tum se dar rahe hai
Hum tum se dar rahe hai
Kajal ki dhar se
Kisi ka sar na kat jaye
Tauba tauba tauba tauba

Tanhayi me milna rashte
Me kyu hamko chedte ho
Kyu hamko chedte ho
Darte ho dunia se aashik se
Kyu aankhe ferte ho
Kyu aankhe ferte ho
Dekho tamasha
Mohabbat na ban jaye
Tauba tauba tauba tauba
Aise na dekho kasam se
Sharam se aankh jhuk jaye
Haye re sans ruk jaye
Tauba tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba tauba.

More songs lyrics from Duniya Ka Mela.