Yaad Kar Yaad Kar Lyrics

"Yaad Kar Yaad Kar" lyrics from Sitapur Ki Geeta sung by asha bhosle and music directed by master sonik, om prakash sharma and composed by master sonik, om prakash sharma and lyrics written by verma malik

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Yaad Kar Yaad Kar Lyrics


Yaad kar yaad kar
Wo gujra jamana
Hum to bhule nahin
Tera kissa purana
Hum to bhule nahin
Hain wahin jo bane the
Tere julm ka nishana
Hum to bhule nahin
Tera kissa purana
Hum to bhule nahin
Yaad kar yaad kar

Tune ek suhagan ke
Jeevan ka bandhan toda
Tune ek suhagan ke
Jeevan ka bandhan toda
Milan se pahle bichad gaya tha
Ek hanso ka joda
Are ek hanso ka joda
Us tere sitam ka ab hain
Badla chukana
Hum to bhule nahin
Tera kissa purana
Hum to bhule nahin
Yaad kar yaad kar ho yaad kar

Hum dono ko aaj
Mukaddar amne samne laya
Hum dono ko aaj
Mukaddar amne samne laya
Bahut dino se intzar tha
Aaj wahin din aaya
Are aaj wahin din aaya
Kaun hain tune to
Hamko nahin pahchana
Hum to bhule nahin
Tera kissa purana
Hum to bhule nahin
Yaad kar yaad kar yaad kar

Padegi jispe nazar hamari
Wo kaha bach ke jaye
Padegi jispe nazar hamari
Wo kaha bach ke jaye
Aaj hi akhiri sham samjh le
Kal aaye na aaye
Tera kal aaye na aaye
Baithe hai baithe hain
Hum bhi tan ke nishana
Hum to bhule nahin
Tera kissa purana
Hum to bhule nahin
Yaad kar yaad kar yaad kar

Yaad kar yaad kar
Wo gujra jamana
Hum to bhule nahin
Tera kissa purana
Hum to bhule nahin
Yaad kar yaad kar yaad kar.

More songs lyrics from Sitapur Ki Geeta.