Woh Kisna Hai Lyrics

"Woh Kisna Hai" lyrics from Kisna: The Warrior Poet sung by ayesha ismail darbar, ismail darbar, s. p. sailaja (sripathi panditaradhyula sailaja), sukhwinder singh and music directed by ismail darbar and composed by ismail darbar and lyrics written by javed akhtar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Woh Kisna Hai Lyrics


Woh hai rangila chail chabila
Woh hai natkhat woh jamunatat
Phere lagaye muralee bajaye
gopiyo ke sang ras rachaye
Muralee bajaiya ras rachaiya
Shyam salona hai

Jo hai albela madnainowala
Jis ki deewani brij kee har bala
Woh kisna hai
Woh kisna hai
Woh kisna hai
Woh kisna hai kisna hai

Jo hai albela madnainowala
Jis ki deewani brij kee har bala
Woh kisna hai woh kisna hai
Woh kisna hai
Woh kisna hai kisna hai

Pyar mein dubee pyar mein khoyee
Pyar kee dhun mein jagee na soyee
Pyar mein dubee pyar mein khoyee
Pyar kee dhun mein jagee na soyee
Duneeya se hai woh anjanee
Sab kehte hai prem deewani
Kisna se milatee hai
Bhul ke har bandhan
Kisna kee hee mala japatee hai woh jogan

Nainon mein sanson mein mann mein kisna
Har pal hai jivan mein jisake kisna
Woh radha hai woh radha hai
Woh radha hai radha hai

Madhur madhur sa rup hai jiska
Shwet shwet rang jiska
Sundar tan man sundar chitwan
Sundar hai ang jiska
Pyar hai sgar se bhee gehra
Kisna ke sang jiska

Woh radha hai woh radha hai
Woh radha hai radha hai

Jo hai albela madnainowala
Jis ki deewani brij kee har bala
Woh kisna hai woh kisna hai
Woh kisna hai woh kisna hai

Nainon mein sanson mein mann mein kisna
Har pal hai jivan mein jiske kisna
Woh radha hai woh radha hai
Woh radha hai radha hai.

More songs lyrics from Kisna: The Warrior Poet.