Wayeez Bada Maza Ho Lyrics

"Wayeez Bada Maza Ho" lyrics from Shaayar sung by pankaj udhas and music directed by pankaj udhas and composed by pankaj udhas and lyrics written by pankaj udhas

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Wayeez Bada Maza Ho Lyrics


Waeez bada maza ho
Agar yun azaab ho
Waeez bada maza ho
Agar yun azaab ho
Dozakh mein paon haath
Mein jame sharaab ho
Dozakh mein paon haath
Mein jame sharaab ho
Waeez bada maza ho
Agar yun azaab ho

Mashuq ka toh jurm ho
Aashiq kharab ho
Mashuq ka toh jurm ho
Aashiq kharab ho
Koi kare gunah
Kisi par azaab ho
Koi kare gunah
Kisi par azaab ho
Dozakh mein paon
Haath mein jame sharaab ho
Waeez bada maza ho
Agar yun azaab ho

Duniya mein kya dhara hai qayamat mein lutf ho
Duniya mein kya dhara hai qayamat mein lutf ho
Mera jawaab ho na
Tumhara jawaab ho
Mera jawaab ho na
Tumhara jawaab ho
Dozakh mein paon haath
Mein jame sharaab ho
Waeez bada maza
Ho agar yun azaab ho

Aisa laga huva hai
Mai e naab ka maza
Aisa laga huva hai
Mai e naab ka maza
Pani bhi mein piyun
To muh mera kharab ho
Pani bhi mein piyun
To muh mera kharab ho
Dozakh mein paon
Haath mein jame sharaab ho
Waeez bada maza ho
Agar yun azaab ho.

More songs lyrics from Shaayar.