Wahin Chal Mere Dil Lyrics

"Wahin Chal Mere Dil" lyrics from Shaukeen sung by suresh wadkar and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by yogesh gaud

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Wahin Chal Mere Dil Lyrics


Ho
Wahi chal mere dil
Khushi jisne dee hai
Tujhe pyaar ki zindagi
Jisne dee hai
Wahi chal mere dil
Khushi jisne dee hai
Tujhe pyaar ki zindagi
Jisne dee hai
Lalaaa
Laaaalalalaaa

Mausam ho koyee bhi
Jab woh yaad aaye
Halki dhoop chhalki
Baadal khoob chhaaye
Khayaalon ko yeh
Bekhudi
Ussne dee hai
Wahi chal mere dil
Khushi jisne dee hai
Tujhe pyaar ki zindagi
Jisne dee hai…..
Lalaaaa
Laaaa lalalaaaa

Saanson pe likhaa hai
Unnkaa naam aise
Ambar pe sajee hai
Har din shaam jaise
Mujhe mastiyaan
Har ghadi ussne dee hai
Wahi chal mere dil
Khushi jissne dee hai
Tujhe pyaar ki zindagi
Jisne dee hai
Lalaaaa
Laaaa laaaalaaalaa

Woh hai
Toh jawaan hai
Saare ye nazaare
Kaliyaan mehki mehki
Gunchche pyaare pyaare
Bahaaron ko ye
Taazgi ussne dee hai
Wahi chal mere dil
Khushi jissne dee hai
Tujhe pyaar ki zindagi
Jisne dee hai
Lalaaaa
Laaaa laalaalaaaaaaa.

More songs lyrics from Shaukeen.