Us Ajnabee Ka Yaqeen Lyrics

"Us Ajnabee Ka Yaqeen" lyrics from Dil Ke Qareeb sung by penaz masani and music directed by penaz masani and composed by penaz masani

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Us Ajnabee Ka Yaqeen Lyrics


Bas hame itana bata de
Yeh zamanewale
Kyun andhero mein rahe
Shame jalanewale
Meri nazro mein
Aate hain chale jaate hain
Jane kya soch ke
Aate hain yeh jaanewale

Us ajnabee ka yaqeen
Dil ne kar liya kaise
Us ajnabee ka yaqeen
Dil ne kar liya kaise
Woh ek sada warkh
Tha use parkh liya jaise
Us ajnabee ka yaqeen
Dil ne kar liya kaise

Use khabar thi ki hame
Ek din bichhdana hain
Use khabar thi ki hame
Ek din bichhdana hain
Wo saath saath
Muddato chala jaise
Us ajnabee ka yaqeen
Dil ne kar liya kaise

Jo gaao gaao phira
Shehar shehar dhundh aaya
Jo gaao gaao phira
Shehar shehar dhundh aaya
Zara si bheed mein
Wo aaj kho gaya kaise
Us ajnabee ka yaqeen
Dil ne kar liya kaise

Suna hain gairo kuchh
Apne log shamil hain
Suna hain gairo kuchh
Apne log shamil hain
Magar yeh aatam
Gairo se puchhata kaise
Us ajnabee ka yaqeen
Dil ne kar liya kaise

Tum uski bazm se
Kuchh kar gaye ho haya
Tum uski bazm se
Kuchh kar gaye ho haya
Yeh dekhna tha
Dekhta raha jaise
Us ajnabee ka yaqeen
Dil ne kar liya kaise
Woh ek sada warkh tha
Use parkh liya jaise
Us ajnabee ka yaqeen
Dil ne kar liya kaise.

More songs lyrics from Dil Ke Qareeb.