Tumko Sanam Pukar Ke Lyrics

"Tumko Sanam Pukar Ke" lyrics from Diwana sung by sharda rajan iyengar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by shailendra (shankardas kesarilal)


Tumko Sanam Pukar Ke Lyrics


Tumko sanam pukar ke
Chal de na din bahar ke
Aaja tadapte hai hum
Aa bhi ja tadapte hai hum
Tumko sanam pukar ke
Chal de na din bahar ke
Aaja tadapte hai hum
Aa bhi ja tadapte hai hum

Tum bin to is jahan mein
Koi nahi humara
Bas ye ek aash tumse
Ek aashara tumhara
Bas ye ek aash tumse
Ek aashara tumhara
Tumko sanam pukar ke
Chal de na din bahar ke
Aaja tadapte hai hum
Aa bhi ja tadapte hai hum

Ye baat apne dil ki
Hum kahe na paye tumse
Lekin chhupa hi kya hai
Jo dil chhupaye tumse
Lekin chhupa hi kya hai
Jo dil chhupaye tumse
Tumko sanam pukar ke
Chal de na din bahar ke
Aaja tadapte hai hum
Aa bhi ja tadapte hai hum
Tumko sanam pukar ke
Chal de na din bahar ke
Aaja tadapte hai hum
Aa bhi ja tadapte hai hum.

More songs lyrics from Diwana.