Tu Kya Payaar Karega Lyrics

"Tu Kya Payaar Karega" lyrics from Sahibaan sung by anuradha paudwal and music directed by hariprasad chaurasia, shivkumar sharma and composed by hariprasad chaurasia, shivkumar sharma and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Tu Kya Payaar Karega Lyrics


Ja bekadar o bedardi oy bekhabar
Ja bekadar o bedardi oy bekhabar
Tu kya pyaar karega pyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Tu kya pyaar karega pyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya

Prit nahi kal paraso ki,
Pyaas hai athara baraso ki
Prit nahi kal paraso ki,
Pyaas hai athara baraso ki
Aaj gila yeh pahali baar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Tu kya pyaar karega pyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya

Ik roj teraa dil dolega,
Do bol tu mithe bolega
Ik roj teraa dil dolega,
Do bol tu mithe bolega
Teraa kitna intjaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Tu kya pyaar karega pyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya

Hontho pe tere chup ke taale,
Haatho pe mere dard ke chhaale
Hontho pe tere chup ke taale,
Haatho pe mere dard ke chhaale
Pyaar mein gussa pahali baar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Tu kya pyaar karega pyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya

Tu kuchh bhi kahale kahane ko,
Iss dil mein tere rahane ko
Tu kuchh bhi kahale kahane ko,
Iss dil mein tere rahane ko
Chhota sa ik ghar taiyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Tu kya pyaar karega pyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya.

More songs lyrics from Sahibaan.