Tu Hi Hai Mera Sahara Lyrics

"Tu Hi Hai Mera Sahara" lyrics from Stree sung by mahendra kapoor and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by bharat vyas

Singer(s):
Lyricist(s):

Tu Hi Hai Mera Sahara Lyrics


Angana mein suraj muskaya
Godi me swarg utar aayaa
Sab kuchh kho ke tujhe paya
Tu hi hai meraa sahara

Angana mein suraj muskaya
Godi me swarg utar aayaa
Sab kuchh kho ke tujhe paya
Tu hi hai meraa sahara

Meri andhiyaari raato me
Tu chamakaa banake diya re
Sare sahaare tute gaye sab
Tune janam liya re
Tune janam liya re
Jhume maa ka jiya re
Ab dukhado ka at aayaa
Patajhad me bhi basant aayaa
Sab kuchh khoke tujhe paya
Tu hi hai mera sahara

Laal mere, pratipaal mere
Ab teri aas lagaun
Nanhi, nanhi haatho me tere
Apane haath thamaun
Mann ko dhir bandhaun
Jivan sagar laharaya
Banake kinara tu aayaa
Sab kuchh khoke tujhe paya
Tu hi hai mera sahara

Angana mein suraj muskaya
Godi me swarg utar aayaa.

More songs lyrics from Stree.