Tu Bada Ghazab Ka Yaar Lyrics

"Tu Bada Ghazab Ka Yaar" lyrics from Mr. Aashiq sung by abhijeet bhattacharya, kavita krishnamurthy, sonu nigam and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Music Director(s):
Composer(s):

Tu Bada Ghazab Ka Yaar Lyrics


Tu bada ghazab ka yaar hai,
Tere dum se toh bahaar hai
Tu bada ghazab ka yaar hai,
Tere dum se toh bahaar hai
Tu hai toh salaamat pyaar hai
Tu hai toh salaamat pyaar hai
O tere pyaar se hi toh karaar hai
Tu bada ghazab ka yaar hai,
Tere dum se toh bahaar hai
Tu bada ghazab ka yaar hai,
Tere dum se toh bahaar hai
Tu bade ghazab ka, ghazab ka yaar hai

Jaan de de toh kam hai
Hum pe ehsaan tera, hum pe ehsaan tera
Begaana shehar hai
Yahaan hai kaun mera, yahaan hai kaun mera
Ho tu bada ghazab ka yaar hai
Tere liye dil nisaar hai
Tu bada ghazab ka yaar hai,
Tere dum se toh bahaar hai
Tu hai toh salaamat pyaar hai,
Tere pyaar se hi toh karaar hai
Tu bade ghazab ka, ghazab ka yaar hai

Bhatakate rehate hum jo
Na milata saath tera, na milata saath tera
Nikal aaye tufaan se
Thaam ke haath tera, thaam ke haath tera
Tu bada ghazab ka yaar hai,
Rahe khush yahin pukaar hai
Bade ghazab ka yaar hai,
Tere dum se toh bahaar hai
Tu bada ghazab ka yaar hai,
Tere dum se toh bahaar hai
Tu bade ghazab ka, ghazab ka yaar hai

Khuli takdeer hamaari ki tu yahaan aaya
Paanv ke dhul ko tumane falak pe baithaaya
Dosti se phir badhkar koyi rishta hai kahaan
Tere jaisa toh koyi aur farishta hai
Kahaan, kahaan, kahaan
Kadam rakh kar toh sabko
Tune jannat banaaya, tune jannat banaaya
Aa aa aa aa……

Huye hum paak daaman
Saath jo tera paaya, saath jo tera paaya
Ho tu bada ghazab ka yaar hai,
Tere dum se toh bahaar hai
Bade ghazab ka yaar hai,
Tere dum se toh bahaar hai
Tu bada ghazab ka yaar hai,
Tere dum se toh bahaar hai
Tu hai toh salaamat pyaar hai
Tu hai toh salaamat pyaar hai
Tere pyaar se hi toh karaar hai
Tu bada ghazab ka yaar hai,
Tere dum se toh bahaar hai

Tu bada ghazab ka yaar hai,
Tere dum se toh bahaar hai
Tu bade ghazab ka, ghazab ka yaar hai.

More songs lyrics from Mr. Aashiq.