Thoda Thoda Pyaar Lyrics

"Thoda Thoda Pyaar" lyrics from Jeeo Shaan Se sung by alisha chinai, vinod rathod and music directed by satish and composed by satish and lyrics written by shyam

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Thoda Thoda Pyaar Lyrics


Thoda thoda pyar thoda takrar
Thoda thoda pyar thoda takrar
Agar na ho pyar mein to
Maza nahi aata hai
Thoda thoda pyar thoda takrar
Thoda thoda pyar thoda takrar
Agar na ho pyar mein to
Maza nahi aata hai

Thoda inkaar thoda ikarar
Thoda inkaar thoda ikarar
Agar na ho pyar mein to
Maza nahi aata hai
Thoda thoda pyar

Pal pal badhti jaye
Mere dil ki dhadkan
Pal pal badhti jaye
Mere dil ki dhadkan
Humdam tere pyar mein
Hai ye deewanapan
Mere dilbar mere dil par
Mere dilbar mere dil par
Tera hi naam likha hai
Thoda sa karar thoda bekarar
Thoda sa karar thoda bekarar
Agar na ho pyar mein to
Maza nahi aata hai
Thoda thoda pyar thoda takrar
Thoda thoda pyar

Teri aankhe mujhe
Ye kya bol rahi hai
Chupke chupke raaz ye
Dil ka khol rahi hai
Nigaho ne nigaho se
Nigaho ne nigaho se
Sab kuch kah diya hai
Thoda is par thoda us par
Thoda is par thoda us par
Agar na ho pyar mein to
Maza nahi aata hai
Thoda inkaar thoda iqraar
Thoda inkaar thoda iqraar
Agar na ho pyar mein to
Maza nahi aata hai
Thoda thoda pyar thoda takrar
Thoda thoda pyar thoda takrar
Agar na ho pyar mein to
Maza nahi aata hai.

More songs lyrics from Jeeo Shaan Se.