Teri Payal Ki Jhankar Lyrics

"Teri Payal Ki Jhankar" lyrics from Asha Jyoti sung by anuradha paudwal, kishore kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anjaan

Lyricist(s):

Teri Payal Ki Jhankar Lyrics


Teri payal ki jhankar
Chhed gayi aise man ke taar
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye

Teri payal ki jhankar
Chhed gayi aise man ke taar
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Teri payal ki jhankar
Jhum chan jhun cham
Cham chanan chanan

Gunguru chamke jab cham cham
Meri sans sans gaye sargam
Jane man mein choth madam madam
Koi aur nahi, koi aur nahi nahi
Hai preet meri mera preetam
Jhum chan jhun cham
Cham chanan chanan

Jab se dekha tera rup hasin
Kuch tere siva ab yaad nahi
O kuch tere siva ab yaad nahi
Teri nazar gayi aise dil chhu
Main dekhu jidar bas tu hi tu
O main dekhu jidar bas tu hi tu
Mud ke dekha meri aur
O mudh ke dekha meri aur
Utha man se aisa shor
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Ho o teri payal ki jhankar

Ek chor chor mere man ka chor
Dekhe aise aise dekhe meri or
Uthe man mein shor
Uthe man mein shor jane kaisa shor
Jane ang ang jane kya tarang
Uthe kya umang main to udhiti jau
Mai to udhiti jau phir pawan sang
Badal ke pas kya yahi hai pyar

Tu chale to dharti gagan chale
Tere sath ye sara chaman chale
O tere sath ye sara chaman chale
Tu jhum ke le jab angdayi
Gaati hai tarane tanhayi
O gaati hai tarane tanhayi

Tera dhup chaav sa rup
Tera dhup chaav sa rup
Ghata se jaise chhanti dhup
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Ho o teri payal ki jhankar
Chhed gayi aise man ke taar
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Ho o teri payal ki jhankar.

More songs lyrics from Asha Jyoti.