Tere Nakhre Lyrics

"Tere Nakhre" lyrics from With Love...Javed Ali sung by javed ali and music directed by sahil rayyan and composed by sahil rayyan and lyrics written by tauqeer zaidi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tere Nakhre Lyrics


Ho tere nakhre hain
Yaar majedaar
Ho tere nakhre hain
Yaar majedaar
Har aada pe teri
Kya kya lutaun
Har aada pe teri
Kya kya lutaun
Kadamo mein tere
Apni palke bichhaun
Dil ko lutaun yaa
Ke jaan ko lutaun
Tujh pe huaa hoon main nisaar
Har aada pe teri kya kya lutaun
Har aada pe teri kya kya lutaun
O tere nakhre hain yaar majedaar
Har aada pe teri kya kya lutaun

O aankhon mein teri
Jaise neelam jade hain
Rab ne jamurat tere
Lab pe madhe hain
O aankhon mein teri
Jaise neelam jade hain
Rab ne jamurat tere
Lab pe madhe hain
Zulfon mein taare
Jaise bikhare pade hain
Baaton se teri
Joya phool jare hain
Tune kiya sola shrinagaar
Tune kiya sola shrinagaar
Har aada pe teri kya kya lutaun
Har aada pe teri kya kya lutaun
O tere nakhre hain yaar majedaar
Har aada pe teri kya kya lutaun

Ho chehare pe til hain
Tere abroo pe bal hain
Saap bhi paale tune
Jism sandal hain
Ho chehare pe til hain
Tere abroo pe bal hain
Saap bhi paale tune
Jism sandal hain
Teero ka masa jaise
Tera kaajal hain
Tujhko pakad na bada
Mushkil amal hain
Tune bithaye pehredaar
Tune bithaye pehredaar
Har aada pe teri kya kya lutaun
Har aada pe teri kya kya lutaun
O tere nakhre hain yaar majedaar
Har aada pe teri kya kya lutaun

Kadamo mein tere
Apni palke bichhaun
Dil ko lutaun yaa
Ke jaan ko lutaun
Tujh pe huaa hoon main nisaar
Har aada pe teri kya kya lutaun
Har aada pe teri kya kya lutaun
O tere nakhre hain yaar majedaar
Har aada pe teri kya kya lutaun.

More songs lyrics from With Love...Javed Ali.